Ramadan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi,
Roshan sitara daikha,
Aap ki khairiat ki dua mangi,
May Almight Allah bless you with his
blessing in the holy month of Ramadan
Ameen
YA ALLAH
Ramadan Mubarak
Ke Ibtida Hai
Hamay Ziada Se Ziada
Nekian Kamanay
Or buraiyon Se Dur
Hone Ki toufeeq Ata Farma
Ameen.....
Ramzan in details
R-Roza Rakho
A-Allah se daro
M-Masjid ko jao
Z-Zakat banto
A-A’maal ache karo
N-Namaz parho
Aur is banday ko dua main yaad rakho
Jis ne bana diya her ghar ko Gulistan,
Chala jaye ga kuch dino me ye Mehman,
Tofe me ye deye ja raha hai Eid Sab ko..
!
Al Vida ! Al Vida Mah-E-Ramazan
Zikar se dil ko aabad karna.
.
Gunahon se khud ko paak karna.
.
Hamari bas itni si guzarish hai k.
.
Ramzan k Maheeny main humen apni duaon main yaad rakhna.
Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Falak ko sitare mubarak.
Sitaroon ko bulandi mubarak.
Aur aap ko hamari taraf se:-
RAMADAN MUBARAK
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,
Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
"RAMZAN" aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.
”M0usam-E- Barish ki ab zar0rat nhi maire shehar k0”
“YA RAB”
k ab teri Rehmat0n mai bheeg jane k liye
”RAMZAN” ki barkatein hi kafi hain’
Wo Chand
Ka
“chamkna”
Wo Masjido
Ka
“Sawarna”
Wo Muslmano
Ki
“Dhoom”
*”Ramzan”* is
“Coming Soon”
Wo Sehri
Ka
“Maza”
Wo Aftari
Ki
“Bhook”
Wo Quran
Ki
“Tilawat”
Wo Namaz
Ka
“Mamool”
Wo Roze
Ki
“Barkat”
Wo Roze
Ka
“Noor”
Sirf 1
Din
“Dooor”
Advance
“MAHE RAMZAN
MUBARAK”
Dil main phir se khushiyon ka peghaam aa raha hai..
Main samjha k shayed koi Mehman aa raha hai..
Ye jaan kar khushi se main sarshaar ho gaya,
Ho “Mubarak” Momino phir se RAMZAAN aa raha hai..
“HAPPY RAMZAN”
*IN ADVANCE*Mah-e-Ramzan Mein..
Apni Duaon K Khas Lamhat Me
2 Jahan Ki Afiyat Mangna,
Dozakh Se Nijaat Mangna,
Rizq-E-Halal
Husn-E-Akhlaq Mangna,
Ishq-E-Rasool
Shukar Karne Wali Zaban
Aur
Sabar Karne Wala Dil Mangna.
,
RAMZAN MUBARAk
Posted in: Blessed in the holy month of ramadan,MAHE RAMZAN MUBARAK,Ramzan aaney wala hai,Ramzan in details,RAMZAN” ki barkatein
0 comments:
Post a Comment